Tab :) aur Ab :crying: ---> Me

wow aaap itnay berhay ho gayai:D

:mash: :k:

Chalo Pehlay tau Miss ho hi gai thai …

:konfused: Hon Phari kis tarah nain :stuck_out_tongue:

Aur aiy aina Sharma kion ray O :halo:

tussi kinay jawaan munday O :blush: {:D}

kion nahin bara hona chahi’aiy tha :bummer:

haaN naa:D buchpann maiN subb achay hotay haiN:blush: laikin baRRay ho kar :stuck_out_tongue:

Munda aan na … Kuri tay nai … Phir kion sharma ray o :halo:

Tay a tay dusso k thread phari kinjh a :konfused:

yeh aik raaz hay:devil: muhahahahahhaa :smooth: hum tau nii bataa ray :stuck_out_tongue:

Aray bhai jaan ab aisi bhi kia bay aitabari …

Ab aisi ghairiat ka muzahira tau na karain :crying:

batain na Bhai jaan :bummer:

^^
abay i dunno.. some one was reading this thread and i checked on Who’s online.. clicked and there u were:bummer: ittaa ghussaa aayaa kay how did i miss it:mad3:

mujhay PM kar kay kiouN nahiN bataayaa thaa:2guns:

aaindah yaad rakhnaa:snooty:

Ab main aap jaisay piyaray bhai ko jaan boojh ker tau nahin dara sakta na … :stuck_out_tongue:

Array aisa bhi kia hay jau aap nain miss ker dia … Aap yeh tau sochain k aap kitnain mazay say sotay rahay hain ab tau woh naindain tau ga’ain … :stuck_out_tongue:

Kitna haseen Mazi tha … Kitna Drauna Haal aur Mustaqbil shaid mazeed Drauna :bummer:

Der tau nahin ga’aiy na aap …

nehi hon zaroor hon:)

woh kia hay k main tau chahta hon k main chota rahon per kia karon waqt rukta hi nahin :bummer:

too rehain na kis na kaha hay berhay hon … ander say to bechay reh sektay hain na;)

Good Mashwara … :hehe:

Thanx

Khush Raho :slight_smile:

u r always welcomee jeeeeeeeeee:blush:

Oh … Wow … Thanks for such a lovely welcome …:hehe:

Khush Raho :slight_smile:

ab kiya ho gaya? achey bhaley tou hain.. :-p

mashaALLAH... :)

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
ab kiya ho gaya? achey bhaley tou hain.. :-p

mashaALLAH... :)
[/QUOTE]

Yeh aap ka Husn-e-Nazar hay ... Nahin tau Acha Khasa ... aur main ...:(

Thanx G

Khush Raho :)

Re: Tab :slight_smile: aur Ab :crying: —> Me

what happened to u man, u started as cute kid how come u turned out the way u are!!! lol

Malik saab yeh sab to aamaal ka nateeja hay :ahaa: :hehe: mashAllah nice pictures :slight_smile: