Re: ta'aluq tooR dainy say kabhi toota nahi keRtey
kabhi aisa bhi hota hai
hawa'eiN rukh badalti haiN
khiza'eiN laut aati haiN
khata'eiN ho hi jaati haiN
khafa hona bhi mumkin hai
khata hona bhi mumkin hai
magaR yuuN haath say damaN
Churay'aa nahi keRtey
Hamaisha Yaad Rakhna Tum
ta'aluq tooR dainy say
kabhi toota nahi keRtey
waaah g;so simple yet so true;jabajung sharing g