Sympathies to GS team!

Re: Sympathies to GS team!

Salaamz

Hiarat hai k log zaati inaad ki khaatir kissi par keechaR uchhalnay lagtay haiN
agar AQ ki koee kami aur kamzori bayan kar k yeah tamam baten kahi jateeN to shayad justify kiya jasakta thaa. lekin yeah jo kuchh likha gaya hai uss say kissi zaati ranjish ka ehsaas hota hai.
As far as we know AQ is a nice human being and is not only capable of doing the moderate ship but he deserve to do this.
So, baraa e karam apni hamdardiyoN ko kissi taaq par rakhiyay aur iss thread ko kholny ki asal wajah bayan farmaiyay.

Shukriya