Re: Super and Permanent Lotay Joining Imran Khan’s PTI
Bhai sahib,
App eak asaan c baat nahi samajh rahay ya samajh ker bi taraah day rahay haiN!!! Shareefs key dafinay ko zahir kehna ka dawa kiya tha IK nay… hum tu issi intizaar maiN haiN kay eak aadmi nay bharay majmay maiN dawa kiya tha kay 3 maah tak Shareef Biradaraan kay saray khufia assasooN key tafseel woh jari ker day ga|??? ab na uss banday ka kaheen pata hay aur nahi tafseel ka aur reh gay app say member ju puranay kartoos hi chalaye chalay jaa rahay haiN… app ko zehmat to hogo, jahaaN jahaaN say app nay yeh mawaad uThaya hay unhi forums per iss ka rad bhi mojood hay… so yahaaN per iss per waqt barbaad kernay say kiya hasil… apnay leader say kahaIN kay apna wada pura karay… ya phir kahay kay woh sirf bhaRkaiN marna aur ilzaam lagana janta hay… mamla-fahmi aur ammor-e-hakomat key ussay koy shud bud nahi!!!
Samjh app ko abhi bhi nahi aani… app ka leader tu bhag gaya app ko khamba nochnay kay liya choR gaya!!!