Re: Super and Permanent Lotay Joining Imran Khan’s PTI
aap nay tou dil he toor dia jealous kah kar ![]()
main aur aap nay akththay jadojahad kary TUQ ko shikast di aur phir IK ka gharoor ka ser neecha kia leekan aap he nay mujh par ilzam ![]()
uncle uss pic ko chorain mujhay first lady kay sath bari pyaari photo mili hay
kaheen to share karoon
aap key zima dari par ![]()