Re: Super and Permanent Lotay Joining Imran Khan’s PTI
There is no Gen Pasha now .
No body is coming here
Faiz has said much earlier to the present position of Lota Khan (Waiting for Lotay)
phir koi aya dil-e-zar nahin koi nahin
rahrau hoga kahin aur chala jayega
dhal chuki rat bikharne laga taron ka ghubar
dhundlanay lagay aewanon main khwabida charagh
so gai rasta tak tak k har ik rahguzar
ajnabi khak nay dhundala diye qadamon k suragh
gul karo shamain barha do mai-o-mina-o-ayagh
apne bekhwab kiwaron ko muqaffal kar lo
ab yahan koi nahin, koi nahin ayega