Re: sUnO
nahin... mana nahin karte the log. mirchen aur dhanya to meri naani ne apne ghar ke aangan main bhi boi hui thin.. khair ab unka ghar pakka ho gaya hai to jaga nahin bachi
aaj kal to koe aik march bhi nahin torny deta

devdassssssssss
haina
Re: sUnO
aik dafa meme fresh guru kahaya the bilkul ban k nikla hua
orr jab bhens ka bacha hota hy us k badd waly dudh ki kher
usko pata nhia kia kehty hein
orr gunny k ras ki kher ![]()
Re: sUnO
ganny k ras ki kheer main ne nahin khae
Re: sUnO
aaj kal to koe aik march bhi nahin torny deta
bachpan main jab hum sabzi lene jate the. to dhanya aur mirchen sabzi ke sath free milti thi. ab dhaniye ki ghathi 10 rupe ki aati hai. mirchen bhi muft nahin milti
Re: sUnO
Bohat Umdah…:k:
Re: sUnO
beautiful
Re: sUnO
![]()
tu mae extra kaam kyun karun ![]()