[QUOTE]
*Originally posted by Nilu: *
That food looking good muje kab khalaogey?
And Janwar bhai aapko itna shoq hai pic bananey ko lolz.
BTW Nice pictures lol
[/QUOTE]
well dont eat janwars food or ull gona be trun just like same as janwar act on GS :)
Darinda = = = abey yaar itne dair say tum nazar lagaie jaa rahay ho jabhi meray peeit mai durd ho geyah
Nilu = = = aik tu yaar tum bhai boohat bolti ho … kami hai kiya tum ko bhaiyo ke … khair koie baat nahi tum bol sakti ho coz tum shadi shooda ho Or janwar shadi shoda afrad ke boohat respect karta hai or un ke DUA leta hai .. bus maray leyah DUA karti rahna .. kay mari bhi shadi kese haseen pari say ho jaie tu log bolay ( hor kay bagal mai langor )
Sherni = = = yah tasveeran kiya hota hai … tasveero ke bahan ? ? wesay sherni saheba mai jungle mai kaal raat bhooka betha raha or tum aik shikar kar kay nahi laie
acha tu kahta hai tu phir theek hai yaar , ban jata ho jo tu bolta hai tari baat asa ho sakta hai bhala mai taal sako . . . wesay tari tu shadi honay wali hai doost , appun ka kiya banay ga think yaar , sooch , sumhaj or phir fasla kar bhai