Sun re Sajania....

Re: Sun re Sajania…

kia advance booking per chal rahi hai :smiley:

angeloftrueth: chipkali nahi girgit :stuck_out_tongue:

Re: Sun re Sajania…

ye wada tu tumhara mere saath bhe thaa… :naraz:

Re: Sun re Sajania…

u cockroach!!! :halo:

Re: Sun re Sajania…

lol filhaal to nahin…waisay hi poochnay main kya harj hai :stuck_out_tongue:

hawwww yeh kya keh rahay ho! main bataoon gi ab usay zaalim samaj mode

Re: Sun re Sajania…

daikho tum mujhay baar baar dhamkiaN day rahi ho … ye achi baat nahi… :bummer:

Re: Sun re Sajania…

pehli dafa to di hai dhamki abhi…:teary1:

kis ki aisi jurat jis nay mujh say pehlay dhamki di :emmy:

Re: Sun re Sajania…

kioN woh dewar wali dhamki nahi thee kya??

waise i dont allow any one to do so… tum tu apny partner ho na… :hug:

Re: Sun re Sajania…

woh dhamki thori thi…woh to plan hai :phati:

awwwww :blush: :cb:

Re: Sun re Sajania…

:smack:
Plan logo k saamne touRi bataty haiN… this is something to bhe plan chupkay.. :fatee:

Re: Sun re Sajania…

it’s ok…logon ko meray iraadon kay baray main sab pata hai :wink: aur agar nahin bhi pata to guess kar saktay thay woh…aur nahin bhi guess kar saktay hain to ab pata chal jaye ga :halo:

Re: Sun re Sajania....

kkhumaar jee ap apne mission me muje scretatry rakh lijiye mein help kerne me in bohet maahir hu aur ideas dene mein bhi,

Re: Sun re Sajania…

lol pehlay yeh bataain keh aap deewar banay main kitni maahir hain? :hmmm:

Re: Sun re Sajania…

lol

ko bako phial gae baat shanasai ki…
tum ne khusbo ke tarha*** uski ***pazerai ki…

plz dont say tranlslate … haath joRing

Re: Sun re Sajania…

lol don’t worry urdu aati hai mujhe (alhamdulilah) :snooty:

woh hain kahan waisay btw…aap ka nahin maaloom…par main bari baichaini say intizaar kar rahi hoon :halo:

Re: Sun re Sajania…

agar aap ne koi falahi kaam karna hai tu hum se roojo farmaye… humay apny muhim ko kamyab banane k ley kuch behtareen sathioN ke zaroorat hai…

:jazak:

Re: Sun re Sajania…

mera andaza tum se behtar kisay ho sakta hai… :teary1:

waise agar bouhat baichaini ho rahi hai… tu maiN koi dawa bata dooN?? :smiley:

Re: Sun re Sajania…

:hehe: :cb:

lol naiki aur pooch pooch?

Re: Sun re Sajania…

dekha jo tayri ankhon mai dewana ho gaya
tayri inn meethi baton mai maskana kho gaya :music:

Re: Sun re Sajania…

Haila :blush:

Re: Sun re Sajania…

1 chamach “roghan-e-baiza-e-Murgh”
1 chamach “majoon Aardkhrma”
1 chamach “jawarish Aamla”

15 min baad baichaine pe aik baalti paani daal do… :k: