Sun re Sajania....

Re: Sun re Sajania…

Wah Wah wah!:blush::blush:

Re: Sun re Sajania…

waise hamari ghair moujodgi maiN baRy star kamaye… :faizy:

Re: Sun re Sajania…

:slight_smile: Sitaron sy agy jahan or bhi hain ishq ky imtehan main kamaay hain na:wink:

Re: Sun re Sajania…

**kioN daikhty rehty haiN sitarooN ki taraf hum..
jab inn se mulaqaat ka wada bhe nahi hai…

:bummer:**

Re: Sun re Sajania…

:frowning: Kia karon " milnye ke liye koi bahana hi nahi tha ":waves:

Re: Sun re Sajania…

**na thaa shair se koi wasta na thaa shairi se main aashna
tery dard ne tery pyar ne mujhay shair kehna sikha dai…

:blush:**

Re: Sun re Sajania…

Yeh kahan naseeb mery ky tu app type kerta
Koi jazbaay muhubbat mery kam a giya hy:wink:

Re: Sun re Sajania....

ye tumhari "rude" nawaiyaN koi aur seh k dikha tu de
ye tu hum maiN tum maiN qarar hai mery hosly ka kamal hai

Re: Sun re Sajania....

Yea masa'e'lay GS or tera beyaan Goodnews
tujay hum Mod Bantay . agar tu flooder na Yaar hota

Re: Sun re Sajania....

Wah! Wah! Perody khub hy magar kiya dushmani thi ju mujhy mod banaty:D


Re: Sun re Sajania…

Khushi sy dill ny sahin kaj addaian kia kia
Tum ashna hu tu hain ashnaaian kia kia:music:

Re: Sun re Sajania…

**:sheen:

chalo kuch aur baat karo… i cant differentiate in this thread and Poet 1 :D**

Re: Sun re Sajania....

BarBadi-e-GS .. faiz jabar nahii kisi pay
woh dushman Jaan hai tu mod bana kyun nahi daytay

:D

Re: Sun re Sajania…

Chalo ham ab juddai ki baat kerty hain
** khwab main basar baqi ki raat kerty hain:waves:**

Re: Sun re Sajania…

Ta’umar intezar mein na Neend ahay Raat bar
milnay ka wadah kar’ga’ay . ahay jo khwaab mein

:waves:

Re: Sun re Sajania…

Aaj phir tu ne mere dil main jagaya hai who khawab
Main ne jiss khawab ko ro ro k sulaya tha abhi

Re: Sun re Sajania…

:aq:aaj sab ki tabeeyat to theek haina??

JIGEEEEEERR:crying:

Re: Sun re Sajania…

mere kharab thee… abhi theek hoe… :lifey:

Re: Sun re Sajania…

:aq:medicine koun sili??

Re: Sun re Sajania....

**Hippopotomonstrosesquippedaliophobia

howa thaa.. **