Summer, Water Parks, And Guppies/ Guppans.

Re: Summer, Water Parks, And Guppies/ Guppans.

lol…molvii saaHib, DanDaa uThaane kaa waqt aan pahoNchaa hai…agar Maya [of Sama TV] kaa show abhii bhii ho rahaa hotaa to vo beaches par jaa kar ‘men in shorts’ ko dauRaa dauRaa ke unko interview ke zar’iiye sangsaar karne ke bajaaye sharmsaar kartiiN…lol :cb: :smiley: