Such batao kia karoge ??

Re: Such batao kia karoge ??

shukr hai k yeh kam az kam “PUCHCHII” shaa’irii to nahiiN hai…puchchii kaa to pataa hii hogaa na? :slight_smile:

aapne yeh faisla kaise kiyaa? kia aajkal aap bhii Wasi Shaah ke chaahnewaaloN meN shamail ho gaye? :wink: