Re: ^^^Subah subah jaagnay ka nateeja^^^
maine aaj bot kuch keeya but yaad nahin aa raha kya.i
oh haan and ek dost badal gaya wo be dekh leeya.
najaane kyun bad mood that uska and ulti batain karta.
meri besti kardi usnai.
ya wo attention seeker hai ya wo badfriend nikla, matlab bad friend and opposite of friend yehni kai dushman. bas aaj ka yeh nahin bul payee mai. usnay bot hurt to keeya mujko.
lekin kher. ham kahan tootay! uska joota toot jaye to hissaab baraber ka;)
oh haan maine aaj yahan baatain be keen dher say friends kay saath and wo baat be nahin bul paun gi mai;) tussi barray great ho everyone;)