sharem ati hai..bas itna keh sakta hoon shab’'be’raat ka din aik bhudha babba gali sai ghuzar raha tha to kisi bewaqoof nai poppet(firecrackes) ko aag laga dey.
..to woh poppet jo hai us babbai ki dhoti k neechai ja kar explode ho giya:clown:…jab us nai peehcai murh kar dekha to humhain pata tha ab hummari khair nahi aur wohi houwa baba apna khussa utara aur hummarai peechai lag giya.
…