...Stupid Teenage Chicks...

Re: …Stupid Teenage Chicks…

Oh oh, nazuk larkiyan yeh bhi karti hain. Danda pakar kar daraati hain lekin jaisay hi kalaayi pakro tou “ufffffff dard horaha hai, chorein na” kahna shiroo ho jaati hain :emmy: