mey koi nai samhj rahee na itna faaltoo time hey merey paas
mey tou ab aur kahoon ge tum ko bhai ![]()
G Rabi
fil haal aap sub kay samnay bhai kahti rahiye ![]()
sannan:
aap bohat fazoool aur bohat ulta seedha boltey hein
fil haal se mutlub kia hey aap ka haan?clear bat kia karein acha?![]()
Re: stressed!bummer
Sorry G, hamari batooN say ultay loog ultay matlub nikaltay haiN aur seedhay loog seedha matlub
…
Hum say panga
naheen hay chunga Rabi
…
Re: stressed!bummer
mey bulkul tum se baat nai kerrahi ab pakka! ![]()
aur wese bih muhj se bhi na ![]()
bye!
Re: stressed!bummer
Abhi mujh ke challenge kiye ja rahay thay kah no ghussa …
anyway
Fee Aman Allah Muhtarma Rabika Sahiba
I’ll try to remember bad time i had in past and will gonna my myself happy ke mein ne 2bara nahi kiya ![]()
P.S. if any ![]()
achaaaaaaaaaaaaaaaaaaaw
![]()
Dania
hansna band karo aur Muhtarma Rabika Sahiba key khidmat-e-Naik Aqdas mein hamari taraf say Ma’zruat paish key jai with ![]()
^koi zarooorat nai hey acha dania yeh sab kerney kee:hoonh: nai chahiyeh mujhey phool kisi fool kee taraf se
naa hi maaazrat waghaira ![]()
Re: stressed!bummer
phr … ![]()
Janabah Muhtarma Rabika Sahiba Jallalvi
mujh band-e-haqeer pur taqseer say ittni bari khata to naheen hoi kah aap ka jallal kum honay mein he naheen aa raha hay ![]()
Re: stressed!bummer
^koi jalaaali nahin hoon mey acha:hoonh: achi khaasi cool minded bundi hoon mey sab se pooch loo:zobo: aur itni gaaarhi urdu mut perhao mey ney bolna shuru kerdiya na tou tum jealous hojao gey ![]()
hum keoN jalaiN :aq: Aur jub
aap jaisi thanday dil-o-dimagh key malik doshaiza bollay to kia he baat hay ![]()
Re: stressed!bummer
^tum na:hoonh: yeh baar baar mujhey phoool na diya karo acha:hoonh:
Maaf key jiya ga aap yah nosh farmiaN ![]()
Re: stressed!bummer
LOL :p
Re: stressed!bummer
Hiiii is it a serious thread or jst floodin thrd...?
kia khoubsurat qahqaha aap nay mara hay
well i was meant to b a serious thread but ![]()
aap ko sunai diya jese :aq: