Re: strange connections
chai peenay se piraaablum solve thoRi ho jaayegi… ![]()
na ho tum pareshan…
aayega tumhara TOOFAN…
tumhe dega aik makaan…
jis main hoga ek gulistaan…
haTTa kaTTa ghabru hai wo jawaan…
saari laRkiyoN ka hai wo armaan…
tumhe apna bana ke wo pehlawan…
kar dega sab kuRiyoN ko hairaan…:rotato:
ab batao ke aandhi jee kaissi haiN… ![]()