**
good…aage suno:
bulbul kuchh aise gaatii thii
jaise tum baateN kartii ho
vo gul aise sharmaataa thaa
jaise maiN ghabraa jaataa huuN
bulbul ko ma’loom naheeN thaa
gul aise kiuN sharmaataa thaa
vo kia jaane uskaa naGhmaa
gul ke dil ko dhaRkaataa thaa
ek tha agul…**