Re: Speak Arabic shoya shoya…
letanawul badein Isha ![]()
likha tu isha ke baad huta hai mager fajer huney sey 30 mint pheley khana khulta hai ![]()
abb tu bachey le jana bhi mana hu gaye hain ![]()
abb ki baar card ke nichey likah hua tha ke
**"bachun ki ghar jannat hai "
kisi ney ye nahi bataya card main sab se important cheez missing hai wo kay hai ![]()
**i hope muqa paker hi lein gey:hoonh: