Re: Sorry KhumaaR n Sheyn …
LoL @ khoka…Abhi bhi tapori language yaad hay ![]()
Yaar mujhay bhi shadeedan qisam ki bhook lagi hay magar mujhay naheen lagta kah 2 ghnattay say pahlay yeh baarish rukay ![]()
SheyN…tum tou chup ho jao … tumharay liay chap’parr kar kay laya hoon
kaheen khumaar nay tou naheen daikh liya