soorat yaa seerat? apni do kauRii phaiNkiye, plz!

**
bilkul bajaa farmaayaa Sana aapne…yeh soorat par mar miTnewaale log superficial hote haiN…'allaama Iqbaal kii rooH se ma’azarat ke saath:

yaa rab, dil e aashiq ko vo seerat 'ataa kar de
jo rooH ko taRpaa de aur qalb ko garmaa de!**