soorat yaa seerat? apni do kauRii phaiNkiye, plz!

Khudaa kii panaah maangtaa huN maiN aur mere aabaa o ajdaad…zabardast…amiN to mutaHaiyur o mutazalzal ho gayaa aapkii Khaama-farsaaii se…mashaa Allah…zor-e-qalam aur ziyaada!!! :):cb:

**
be-shak be-shak bilaa shubha…aap masroof o mashGhool e rozgaar haiN :slight_smile: mazaa aa gayaa paRh ke :)**