soorat yaa seerat? apni do kauRii phaiNkiye, plz!

**
dil TooTtaa hai to aawaaz nahiiN hotii aur dard bhii bahooot hotaa hai…yeh saHeeH hai…vo zamaane lad gaye jab ek nazar men pyaar :HO: jaayaa kartaa thaa…ab to pyaar bahooot soch samajh ke :KIYAA: jaataa hai. laRke laRkiyoN kii nazar ab status, bank balance, shakl o soorat tak hii maHdood ho gaii hai…yeh aam baat maiN ne arz kii…shaaz o naadir hii kluchh aise milenge jinkii nazar in baatoN ko uboor kar ke Haqeeqat kii taraf mabzool hotii hai. Allah se du’a hai k hameN aise maddiyaat pasand an banaaye…aameen :slight_smile:

sapnaa mire dil kaa detaa hai duhaayii
dil TooT gayaa aapko aawaaz na aayii
aawaaz na aayii
aawaaz na aayii :frowning:
**