soorat yaa seerat? apni do kauRii phaiNkiye, plz!

**aapkaa iimaan is baat par qaabil-e-sad hazaar rashk hai…saHeeH farmaayaa :slight_smile:

jis Husn ke javoN par dil ham ne luTaayaa hai
vo Husn zameenoN par taqdeer se aayaa hai
par kahta huN yehi sach k yeh husn hai bekaar
jab paas nahiiN seerat to Husn hai bilkul Khaar
**