soorat yaa seerat? apni do kauRii phaiNkiye, plz!

**
tahnkoo thankoo…yeh solah aane waali baat ab puraanii ho gaii…yeh kaho 100 paise durust baat kahii…vaise:

kahta huN suKhan e garm taa k
angusht koi rakh an sake Harf pe

lol

ab yeh na kahnaa k amiN ne Ghalib kii rooH ko kiuN taRpaa diyaa?**