Re: Sonia Jee k Naam (app sab b par sakhte hain)
Lafzi matalib: But khany or Haram hamari arzoon ki takrar or namukamal khwahishat kay aainadar hain
Ishq main thkawat (mashoq ko na pa sakna) ky liy yeh panahin hain
Shoq= Ishq or Goal of Life
Tashreeh: Insan ishq or apni koshishon main nakam hony ky bad Masjid ya mandir ka rukh kerta hai. Jab ham apni koshishon main nakam ho jaty hain tu in jaghon per panah tlash kerty hain. Thank har ker:)
PS:Waisy Ghalib itny mushkil alfaz hi istymal kerty thy mujhy lag rha tha agar "trashy"hai tu sath “Bahany” hona chahiy tha shaid “Panahain” hi ho:chai: