Re: Songs
youtube try kegeye…like
(jab koi peyar)Jab gana mil gaye tu us ka url copy kegeye ( jesey men ney kia aur ap ko bhaiga)
us key baad
vixy.net pey jaeye
wahan paste kegeye, aur convert ker legeye (mp3 aur whatever)
youtube sey her gana mil jaey ga, aur ap convert bhee ker saktey hain…