Thora sa to ehtram kro Ramadan ka,songs..........tuba.kisi naik kam pe lgatey tum logon ko such much
konsa naik kaam? Ramzan mai online aanai k bajaye agar Quraan shareef ki tilawat karte yeh log tu acha hota.... agar ramzan mai tv dekh sakte hain, chattin ker sakte hain.... tu yeh bhi ho sakta hai...