song ka jawab song say dain

Re: song ka jawab song say dain

:frusty2: aisi baatein na karo warna phir bhai na kaho:p

Re: song ka jawab song say dain

Ok jee :halo: ab nahi keroon gi… :bummer:

Re: song ka jawab song say dain

baatein tou plz karo na lakin bhai nikal dou

Re: song ka jawab song say dain

hum tumhain chahte hain itna
marne wala koi zindgi chahta ho jitna

Re: song ka jawab song say dain

bey panha peyar hey aja terea intezar hey aja

Re: song ka jawab song say dain

aa ja sanam madhur chandni main
ham tum milien tou aa jae gee bahar

Re: song ka jawab song say dain

roshni say baray baray
baray baray naina teray

Re: song ka jawab song say dain

han ji plz bhai say bate tu karein na

Re: song ka jawab song say dain

yeh dunia bhula doonga mai
teree chahat main
hai zalim zamana
mujhe na bhulana
mai sab kuch bhula doonga
teree chahat main

Re: song ka jawab song say dain

dill cheaz hey kia jana ya jan bhe tumhary hey
terey bahoon may dam niklay hasrat ya humari hey

Re: song ka jawab song say dain

yeh zindagi usee kee hai
jo kissie ka ho gaya
aarzon main kho gaya

Re: song ka jawab song say dain

khoye khoye so zaroor koi baat hai
pheli mulaqat hai ji pheli mulaqat hai:p

Re: song ka jawab song say dain

chandni raatein oh chandni raatein
sab jag soye hum jaagein
taarun se kerein baatein
chandni raatein

Re: song ka jawab song say dain

mujhe neend na aye
mujhe chain na aye
koi jaaye zara dhoond ke laaye
na jaaney kahaan dil kho gaya :halo:

Re: song ka jawab song say dain

lat uljhi suljha ja rey balam may na lagaooon gi hath ray
chand say charey per nagan zulfay hum ko dasien sari raat ray

Re: song ka jawab song say dain

:clown: woh tou impossible hy.

Re: song ka jawab song say dain

yeh raat bheegi bheegi
yeh mast hawaien
sonay bhee nahie deta
yeh chand pyara pyara
aik aag see laga ke
gumsum hai chaandni

Re: song ka jawab song say dain

mere saamne hai mera jann e jigar
ai chaand chamakte rehna
mujhe dekhan hai usse ji bhar ker
ai chand chamakte rehna

Re: song ka jawab song say dain

yeh safar bohat hai kathin magar
na udas ho mere hamsafar

Re: song ka jawab song say dain

kya yehi pyar hai
oh dil tere bin kahi lagta nahi
aur waqt guzarta nahi