Re: Song ka game:P
aapki kashish sarfarosh haiii
Re: Song ka game:P
Ik Bewafa sa piyaar kia us sa nazar ko chaar kia haye re ham ne ye kia kiya, haye kia kiya..
Re: Song ka game:P
inteha hogae intezar ke… aaye na kuch khabar mere yaar ke
bewafa woh nahi, yeh mujhya hai yaqeeN, phir waja kya howe intezar ke
Re: Song ka game:P
aashiq banaaya aapne...
tere bin suni suni hai baahein...
Re: Song ka game:P
agar be-wafa tujh ko pehchan jaaty, Khuda ke qasam hum muhabbat na karty
agar maaloom hota ye anjam-e-ulfat, dil ko lagane ke himmat na karty
Re: Song ka game:P
neend churaye mere kiss ne o sanam…tu ne
chain charaya mera kiss ne o sanam … tu ne
Re: Song ka game:P
Ik baar chalay aao phir lot ka mat janaa..hahahahhahahahahhaha
Re: Song ka game:P
aa pyar dil maiN jaga
aa dhaRkano maiN sama…
tujh ko qasam mere jaana …
aa k na phir door jaana..
Re: Song ka game:P
aa bhi ja , aa bhi ja, ae subhaaaaaaaaa aaaa bhi ja, raat ko kar wida , dilrubaa aaa bhi jaaaa
Re: Song ka game:P
Aawaz do hum ko.. hum kho gaye
kab neend se jaagy .. kab so gaye
tum kya gaye door, hum door sub se ho gaye
Re: Song ka game:P
Yama Yama … Yama Yama… ye Khobsoorat SamaaaaaN
Re: Song ka game:P
YarooN pe Qurbaan honay Yaar Aye haiN
DushmanooN ko karnay Giraftaar aye haiN…
Re: Song ka game:P
Har dil jo pyar karyga woh gana gayega…
dewana tere pyar ka pehchana jayega..
Re: Song ka game:P
OBJECTION… ![]()
This Song is Wrong… ASA U r bad.. ![]()
Its…
Deewana SenkaRooN maiN Pehchaana Jayega… ![]()
So U r Dis-Qualified From being Married ![]()
Re: Song ka game:P
nain lad jainhe to manavaa mein kasak hoibe kari
prem kaa chhuti hai pataakhaa to dhumak hoibe kari
nain lad jainhe
Re: Song ka game:P
kiss ne kaha hai k shaadi karne k ley gana zaroori hai… :o
Re: Song ka game:P
Zaroori tou naheeN hay but… Agar as Extra Qualification ho tou … HO sakta hay.. Shadi ke baad BachooN ko Lori Sinaanay ke Kaam aye ![]()
Re: Song ka game:P
some ppl think that they are fully uquiped for married by learning gaana bajana.. laiken unn ke shadi nahi ho rahi… aur na he koi umeed hai…
kya howa agar gaana nahi aata… umeed tu hai k shaadi ho jayegi… ![]()