Oh My Gosh!!! I would like to thank my parents, my teachers and ofcourse all the mods here…everyone thank U thank U so much…I cannot tell u how happy I am right now…I will try and do it again inshaAllah
nahi nahi bhai aab may itni bhi hard working nahi hoon may nay abhi tak quaid e azam ka kaul nahi apnaya kaam kaam aur bas kaam to aap kar saktay ho comparison itnay buray din bhi nahi hongay bas thora say tough ho jaingay
haha aur aap kay parents bhi kafi proud feel kar rahay hongay is wakt to aap award lainay say pehlay apnay parents ko kia kehna chahaingi:p
wow aap nay kud diay hain answers yani kay aap to kafi intelligent ho:)
hmmmmm to bilkul janab answer bhi yahi hay kay us nay hath kaisay kata:) yani kay aap hi hongi is thread ki winner waisay is question ka answer confused gadha nay bhi sahi dia hay:) so the award goes to u both:)
okies so here comes the next question
if u have got 3 oranges and 4 apples in ur right hand and 4 oranges and 3 apples in ur left hand then what have u got?
yaara.. waisay u can cut ur arm with the same arm.. think about it..
ab meri baari sawal kee.. ahem.. to suno..
aik admi kay ghar janay keh 3 galeeyan hain. ab aik main buree tarha aag alee huwee hai, doosri main gupp andhera hai, keh gir bhi sakta hai gutter main , ya takar lag keh mar bhi sakta hai, aur teesray main firing ho rahee hai to goli lagnay ka khatra hai.. to batao woh ghar jayay ga kaisay