some interesting questions

Re: some interesting questions

hmmmmmm to aik aur sawal karnay jaa rahi hoon may aap logon say yeh may naykafi dinon pehlay suna hay to kuch may apnay alfaz may karongi yeh sawal
hota yeh hay kay aik sipahi ka haath kat jata hay jang may to wazir e azam usay gold meddal daitay hain to woh sipahi wazeer e azam saypoochta hay kay kia agar mera doosra haath kat jata tab bhi aap mujhey gold medal daitay to wazir e azam kehta hay kay han bilkul to woh talwar utha kar apna doosra hath bhi kat daita hay to aap log yeh batain kay is sipahi nay acha kia ya bura doosra hath kat kar?