Re: Solhan singhar
hi shab-e-firaq
here r sola singhar's names,
1,aankhon main kajal.
2,maathay par bindiya(teeka).
3,maang main sindoor.
4,gaal (cheeks)par til(mole).
5,jooray main gajra.
6,kaano main baali(earrings.
7,galay main haar(necklace).
8,baalon main moti(beads waghera).
9,honton par dandasa.
10,daanton main missi.
11,seenay par angiya(bra).
12,poron(fingers) main rings.
13,kalaiyon main choriyan(bangles).
14,haathon par mehndi(henna).
15,kamar main gaati(waist band ya belt type cheez).
16,paoon main jhanjhar(anklet)
ye hotay hain sola singhar jinhay main nay book main say daikh kar likha hai.