Jinn Shairoon nay 3 month say kuch naheen khaya hay woh to kafi kamzoor ho chukay hoon gay
BUT
4 pistol wally aadmi walla room bhe select kar sakta hay keonkah unn aadmeon ko koi instruction to di naheen kah jaisay koi undar dakhil ho uss ko golli maar do …Woh loog hain Jallad naheen
VG tum par meri company ka kafi asar ho gia hay aur aqalmand hoti ja rahi ho