Re: Sochooooo
Bilkul mumkin hai Jee.
Car wala admii kisa ka Beta tho ho suktha hai. Aur car me jo Admi ka beta tha, wo kisee ka baap bhi ho sakhtha hai.
Yaani ki, baap ka maran jo huwa, wo us car wale admi ka beta tha (aur wo beta kissee aur ka baap tha).
Car wale admi, jo abhi zhinda hai, wo kissee ka beta tho zharoor hai. Uska Pitru (father) thaa aspathaal ka surgeon.
U ki ![]()