Re: Sochnay wala sawaal
Support karni hi hay
tu kissi laRki say shadi kar loo
Uss ki full time support karoo
Support ki support aur sawab ka sawab ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
Support karni hi hay
tu kissi laRki say shadi kar loo
Uss ki full time support karoo
Support ki support aur sawab ka sawab ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
sawab ka sawab???
Excuse me. :o
Re: Sochnay wala sawaal
maula khush rakhay ![]()
yeh ki na baat ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
isnβt Shadi a Sunnah :aq:
and if you are following any Sunnah - you get sawab ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
aur har maheenay paison ka hissab ![]()
woh aap ki zimmedari ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
^:rolleyes: @ Jb bhai.
Re: Sochnay wala sawaal
![]()
Re: Sochnay wala sawaal
credit cards ka bill to inhi ko pay karna ho ga na ![]()
Jo hamaray miyan shaadi ke baad hamain banwa ke detay hain
Re: Sochnay wala sawaal
theek hi tu keh raha hooN ![]()
Ask all kunwara association of Cafe if they dont agree with me ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
Itnay seedhay mian millay huay hain aap koo ![]()
mujhay unn ka number chahiyaay
kuch personal bataiN karni hain unn say ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
to kiya hoa jab shaadi hai to kharch bhi bardasht karein naa:halo:
Re: Sochnay wala sawaal
un baicharoon ko kia pata
what they are so βNOTβ missing.
Re: Sochnay wala sawaal
Haan tau aur kia.
Jo na karay wo bhi pachtaye.
Aur jo karay wo bohat hi ziada pachtaye.
Re: Sochnay wala sawaal
u ppl always start adult talk in my threads :o
![]()
Re: Sochnay wala sawaal
And I am in favor of the Bangali team from now on. ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
Sajal bangali
Re: Sochnay wala sawaal
![]()
Siraf shakal hi tau milti hai zara si.
Ab iss mai itna dhindora peetnay wali kai bat hai?
Re: Sochnay wala sawaal
phir to sirf fish hi ghar mein ziada pakti ho gi ![]()
Re: Sochnay wala sawaal
I am gonna watch basket ball now no more cricket