Re: snooty
LP: meri sab friends ek kaam nahi karteen..phir bhi unkay pass time nahi
aur hum yahan sab kaam kartay hain..phir bhi humaray pass time hai ![]()
**
rabika:** tumhain bathroom dhona aata hai?
sab sey mushkil kaam bathroom dhona aur kisi kay kaprOn par istree karna ![]()
**
Dil Pakistan**: phir bhi maasi tou aati hai na
yahan tou hum khud maasi banay hain..itna mushkil hota hai pooray ghar main jhaaro dena ![]()