Re: sms-ing!
tum kitnay genius ho na ek dam pahchaan lia ![]()
jo kuch nahi kartay woh kamaal kartay hain…aur yeh kaam har koi nahi karsakta ![]()
rabika my deer friend..tum se ziadah kanjoosni main nay aajkal duniya main nahi dekhi…agar aaj tum smsing kar rahi hotee na tou yeh thread nahi kholteen ![]()