SmS for the Person Above......

Re: SmS for the Person Above…

:chai:
aisi khatray ki koi baat nahen hai
pind kay wadday hakeem saab say phake aur churan laa karr uss koo marinda ki batli main ghool kay sir pay subha subha lagaya karoo …afaqa hoo ga

:smack:
jhali kuri
baagh baagh honay kay liay mere hee dhoti mili hai