Smoking Area ...

Re: Smoking Area …

Pinks bhi ooper ooper sey sher hain, woh sher jiss mein hawa bhari hoti hai :smiley: Aur hum bachey nahi hain, sunny and I are probably old enough to be your uncles :hoonh:

Samdhan jee nahi woh wali PhD nahi kee abhi takk, lekin umeed hai jald hi ho jaye gee :blush: