Smoking Area ...

Re: Smoking Area …

^^ Arey aapko tou khush hona chahiye k aapki beti khush hai, aapko uski awaaz sey andaaza ho hi jaata hoga :slight_smile:

hahahahaha…mene na tou yeh kaha hai k aap moti hain aur na hi kaha hai k aap patli hain…dekha jo nahi hua :bummer: Isliye aap clear kar hi dein aaj :hehe: