Re: smiles feelings
kiya to bohot hi acha.. infact sabko marna chahiyeey tha… but wo AKELI HI PURE PAKISTAN SE POWERFUL THI
![]()
ALLAH meri tauba… i was shocked ke girls bhi maarti hein wo bhi itna
![]()
aray nahi… jutiyon se mara… awazein aarahi thein THA THA THA ki ![]()