Smilays....?

Re: Smilays…?

tou phir tumne yeh blush wali smilie kaise post ki?

well simple hai…topic main reply kerte waqt go advance jaao aur wahan smilies ka button hai…if you wanna see all of them tou sab se neechay likha hoga ke “show me all smilies”

yeh raha smilie ka page
http://www.paklinks.com/gs/misc.php?do=getsmilies&editorid=vB_Editor_001

hum logon main se adhay se zaida logon ko in smilies ke code zabani yaad ho chuke hain is liye ab page pe jane ki zaroorat nahi parti…itni daffa use karne ki waja se practice ho gayi hai.