Sleepy LoogOn

Re: Sleepy LoogOn

^ dua dayne hay to aysay hee day daain ... jaana waana kia zaroore hay rolleyes

Re: Sleepy LoogOn

hamaari duaa jaan pehchaan kaY bagher kissi kaY paas naheeN jaati.. kaafi shareef waqe’Y hui hai :mash:

Re: Sleepy LoogOn

^ app ki dua hay ya TT say niklee hoyee koi goleee naraz

Re: Sleepy LoogOn

haaN goli kee raftaar saY jaati tau hai :hmmm:

Re: Sleepy LoogOn

Duaaon kay naam per qatal ker rahay hain ajj kal kay Baaa Baaa bummer

Re: Sleepy LoogOn

oh yahaan to do larakay jama hain :aq:

Re: Sleepy LoogOn


Kee qatal kaY ba'ad meraY, uss naY jafaa saY taubaa
Haye! uss zood-e-pashemaaN kaa pashemaaN honaa

Re: Sleepy LoogOn

umme > u means U n AQ * blush*

Anwaar Qureshi > mujhay yeh samjh nahi shaair nay qatal honay kay bad kis terah yeh shair keh diya confused

Re: Sleepy LoogOn

Marhoom naY apni shaan maiN khud kahaa thaa yeh sher... waqt kaa taa'iyun naheeN ho saktaa laikin shuneed yehi hai kaY ai'N aalam-e-shabaab maiN mosoof par alam-e-marg taari huaa thaa tau yeh sher zubaaN saY jaari....

Re: Sleepy LoogOn

^ phir kia hoa thay agay ?

Re: Sleepy LoogOn

Marhoom kaa daar-e-faani saY kooch kar jaanaa

Re: Sleepy LoogOn

^ phir kia hoa ?