Sleeping tigers with mashraqiyat

Re: Sleeping tigers with mashraqiyat

LP taekwondo kick maar ke phanke se giring aur sarmad ke aik zoor daar kick maaring

sannan mai mouchain shave ker ke ghayeb ker sakti hoon sara ke:@:

Re: Sleeping tigers with mashraqiyat

LP tum khiyali pallow buhat banati ho… :hehe:

Sarmad aik pencil lp ke jaw mein pansa do. she’ll ain’t say a single word :smiley:

Sannan Bhai! bilkul bhalai ka zamana nahi raha…khas kr larkiyon ke saath :nahi:

Bleach ka keon naheen sochti hay unn key mochain ko :hmmm:
are they very hard :omg:

:nahi: blade too jai ga

khyali pulao:omg: dreams yaad dilao kya:mehr:

larkon ki bhalaye humey chahiye he nai:emmy:

& :smilestar: meri pencil wapis kijiye:emmy:

bleach is expensive:snooty:

aapko bohot fikr hai blade ke:emmy: aapki nai sue karainge dont worry

:smack: ap sab ka bhejha khali he kya???
KHUDA ne behja to esay bejha k bhejhay mein bhejha hi nhi bhejha :cb:
:omg:

samii ko ghusa ayiinngg ... or woh .. lp ko 2 mann mrirchay khilaying .......... abb kr loo jo krna hai .. haha

lp rehnay do ye bray kanjos hein pehlay hi inhon ne meray paisay chura lioye hein unki lata mangeshker aunty ko icecream khila di hogi…

Re: Sleeping tigers with mashraqiyat

sara:lifey: :omg:

sara inki aur lata ke kaafi milti hai:faizy: kya baat hai:aq:

sarmad:smilestar:

LP paani ke tank mai dubki lagaying and then bahir aake sarmad ko geeley dande se maaring

tou javed bhai ka munh par chaar paisay naheen laga sakti ho u :aj: … baycharay ka munh ustaray phirwa phirwa kar ustaray jaisay ho gia hay :omg:

iss mein baychari blade ke kia qasoor hay … u can use ghas katnay walli machine :cb:

baychari moocha walli sarka kay dimagh par asar ho gia hay garmi ka :omg:

age kafi milti julti he so inhon ne usay apna partner bnanay ka soch liya he …:cb:
**sannnan uncle mubarik ho bohat bohat
lata aunty ko khush rakhiye ga
**

samii lp ka sara makeup kahrab karing … or chupke say phankay pay char k soyingggggggggggggggg. … abb yha pohanch k dikhayoo .. haha

:fatee: iss kay :fraudia: ka to pooch lo kah committe waloon kay kuchlay say bacha kah Allah ko pyara ho gia hay :wink:

sara zor zor se sarmad ko danday maring or sarmad thaaaaaaaaaa kr k neechay giring

Re: Sleeping tigers with mashraqiyat

sara:lifey: inko hum dono mill ke thorey paise dey detey hain:cb:

sannan :nahi: woh paisey humey aapki aur lata aunty ki business mei use kerne hain:@:

Re: Sleeping tigers with mashraqiyat

lp kuch na kuch mangti hi rehti hay… gareeb log :barbie:

kitni manhoos zuban he apki

Khair mubarak leekn mujhay to tumhary Chacha Malaria key fikar hay kah bacha ka naheen committe wallon key khourak say :cb:

LP phanak chalaying aur sarmad dharaam ker ke nechey giring:omg:

:hayaa: