Re: sleeping in jeans
hum khula pinjara banwa dain ge…dun worry!
Acha nahi hai…ammi k pass rahain aur uun ki khidmat kerain!
sirf 1 ice cream…mein toh aaj ki already 3 kha chuki hun:layd:..aur aap mujhe aik ki lalach de rahay hain ![]()
mein 1 ice cream ki lalach mein nahi aanay wali!
Abhi aunty ko fone kerti hun per buzy aa raha hai!