UZ
December 18, 2007, 6:38am
96
Re: *** Sitaray***
Yeh sunn kar wo SITAARAY yaad aagay jo sirf din main nazar aatay hain
agar kisi nay daikhnay hain to apna chehra yahan lain, main abhi dikhaata hoon
Zafeerah ki ammi jaan,
yeh sitaaray hain ya Lalu Khait ki sarak say jama kiay howay pathar ? daikhain to kitnay nokeelay hain, agar kisi kay sarr par lagay to doosri taraf say nikal jaingay :s
C ommanderB rigadier, (Cold Breeze)
Jinaaba wo hurba batain jissay dikha kar aap nay itnay nokeelay pathar cheen laiti hain, menu ko bhi kuch* pathreelay nakkar *dain na … oops I mean… ju kano wha iee mean
oh to aap kaa kehney kaa maqsad yeh hai ke yeh sitaray usi waqt miltey hain jab aap ke sir per eik sitara parta hai:faizy:
Bechari CB bare sitaron ki maar pari ho gi use