Re: *** Sitaray***
Yeh sunn kar wo SITAARAY yaad aagay jo sirf din main nazar aatay hain ![]()
agar kisi nay daikhnay hain to apna chehra yahan lain, main abhi dikhaata hoon ![]()
**
Zafeerah ki ammi jaan,**
yeh sitaaray hain ya Lalu Khait ki sarak say jama kiay howay pathar ? daikhain to kitnay nokeelay hain, agar kisi kay sarr par lagay to doosri taraf say nikal jaingay :s
CommanderBrigadier, (Cold Breeze)
Jinaaba wo hurba batain jissay dikha kar aap nay itnay nokeelay pathar cheen laiti hain, menu ko bhi kuch* pathreelay nakkar *dain na ⦠oops I mean⦠ju kano wha iee mean ![]()