Re: Sir e Aam Fahashi
Ghusl ke ba’d saRak se uRii huii saarii gard o Ghubaar isii soup meN aa jaayegii jise log baag chaTKhaare le le kar piyeNge aur sardii ko door bhagaayeNge…achchhii seHat ke liye nihaayat hii faa’ide-mand hai aur achchhii seHat kaa raaz bhii! ![]()
vaise, sar-e-'aam FoHaashii se maiN koii nayaa Pakistani Drama kaa ishtihaar samjhaa! ![]()