Re: Sing old songs…!
**Luv this thread ![]()
Zindagi Aik safar hai suhaana, Yahaan kal kya ho kisne jaana ![]()
Can I ‘sing’ Pakitani old songs also
?
**
Re: Sing old songs…!
**Luv this thread ![]()
Zindagi Aik safar hai suhaana, Yahaan kal kya ho kisne jaana ![]()
Can I ‘sing’ Pakitani old songs also
?
**
Re: Sing old songs…!
thanks sidra Yes u can No limitations!
Re: Sing old songs…!
**Chalo phir : Kuch bhi na kahaaa, keh bhi gaye
Kuch kehte kehte, reh bhi gaye
**
Re: Sing old songs…!
**Tu hai naseebon waali, ke tujeh humne pyaar kiya hai ![]()
**
Re: Sing old songs…!
**Des paraye jaane waale, vaada kar ke jaana,
mujeh khat likho ge, mujeh khat likho ge
Rozaaana ![]()
**
Re: Sing old songs…!
Kyon ussay pardes mein ja kar kaam nahe karna hai kya … khat hi likhta rahay U ko … ![]()
Re: Sing old songs…!
lolz
Re: Sing old songs…!
dil Tujhe dia tha rakhnay ko Tunnay dil ko jala kar rakhdiya …
Re: Sing old songs…!
hame aur jeenay ki chahat na hoti… agar tum na hotay…agar tum na hotay…
luv this song…
Re: Sing old songs…!
**
Yeh aap Noor Jehan se hi Pooch lein ![]()
Jo waada kiya,woh nibhaana parega.
Rooke Zamana Chahe
Chaahe Roke Khudayi
Tumko aana parega
**
Re: Sing old songs…!
**Dil ka khilona Haye toot gaya,
Koi lutera aa ke loot gaya ![]()
**
Re: Sing old songs…!
Khilona jaan kar tum tau mera dil torre jaatay ho
Mujhe is haal mein kis ke sahaaray chore jaatay ho … hooooooooooooooooooooooo
Re: Sing old songs…!
**:k:
Pardey mein rehne do Parda na uthao
Pardey mein rehne do Parda na uthao
Parda jo uth gaya to bhaid khul jayega
Allah meri Tauba
Allah meri Tauba
**
Re: Sing old songs…!
Tumhein aur kya doon mein dil ke siwaaaaaaaaaaaaaaaaa
Tum ko hamaari umer lag jaaye …
Re: Sing old songs…!
Since there is no real reason to sing a song, there is no thread